
Tum hi tum lyrics (Mr. A.K. )
📌 Song Title | Tum hi tum lyrics |
🎞️ Album | Bobby (1973) |
🎤 Singer | Mr. A.K. |
✍️ Lyrics | Mr. A.K. |
🎼 Music | Mr. A.K. |
Tum hi tum lyrics in
Hindi
(Mr. A.K. )
तुम ही मेरा प्रेम, राधे, तुम मेरे विश्वास में
देखता हूँ तुमको मैं, हर-पल हृदय के पास में
तुम ही मेरा प्रेम, राधे, तुम मेरे विश्वास में
देखता हूँ तुमको मैं, हर-पल हृदय के पास में
तुम मेरी बँसी की धुन में, तुम मेरी हर श्वास में
राधे, हे, राधे
तुम ही तुम हो मुझमें, हे, राधे
हे, राधे, हे, राधे
तुम ही तुम हो मुझमें, हे, राधे
मैं हूँ यमुना का किनारा, तुम लहर हो, राधे
भोर मैं, तुम भोर का पहला प्रहर हो, राधे
हे, राधे
मैं हूँ यमुना का किनारा, तुम लहर हो, राधे
भोर मैं, तुम भोर का पहला प्रहर हो, राधे
बनकर सूर्य मैं चमकूँ गगन पे तो किरन तुम हो
मेरा मन मगन जिसमें रहे, बस वो लगन तुम हो
मुझसे ज़्यादा तुम हो मेरे होने के आभास में
रंग सारे हैं तुम्हारे मेरे १२ मास में
तुम मेरी बँसी की धुन में, तुम मेरी हर श्वास में
राधे, हे, राधे
तुम ही तुम हो मुझमें, हे, राधे
हे, राधे, हे, राधे
तुम ही तुम हो मुझमें, हे, राधे
प्रेम नगरी जाए जो वो प्रेम पथ हो, कान्हा
प्रेम जिसका सारथी है, तुम वो रथ हो, कान्हा
ओ, कान्हा
प्रेम नगरी जाए जो वो प्रेम पथ हो, कान्हा
प्रेम जिसका सारथी है, तुम वो रथ हो, कान्हा
हज़ारों प्रेम के हैं बाण इन नैनों के तरकश में
मुझे यूँ प्रेम से देखा के तुमने कर लिया वश में
आत्मा को ले गए तुम प्रेम के महारास में
प्रेम अमृत बन के बरसे बिरह के बनवास में
तुमको पाकर भी हूँ मैं तुमसे मिलन की आस में
कान्हा, ओ, कान्हा
तुम ही तुम हो मुझमें, ओ, कान्हा
ओ, कान्हा, ओ, कान्हा
तुम ही तुम हो मुझमें, ओ, कान्हा
ओ, रे, कान्हा मुझसे दूर ना जाना
मेरे कृष्ण मुरारी, मेरे बाँके बिहारी
एक हैं जब दोनों, कैसा बिछड़ना
मेरी राधे प्यारी, मेरी श्यामा प्यारी
तो पे जाएँ सारी गोपिन वारी-वारी
मोको भाए मोरी राधे प्यारी-प्यारी
राधे के थे, राधे के ही रहेंगे ये कृष्ण मुरारी
ओ, कान्हा, ओ, कान्हा (राधा-कृष्णा, राधा-कृष्णा…)
तुम ही तुम हो मुझमें, ओ, कान्हा (राधा-कृष्णा, राधा-कृष्णा…)
हे, राधे, हे, राधे (राधा-कृष्णा, राधा-कृष्णा…)
तुम ही तुम हो मुझमें, हे, राधे (राधा-कृष्णा, राधा-कृष्णा…)
Tum hi tum lyrics in English (Mr. A.K. )
Tum hi mera prem, Radhe, tum mere vishwas mein
Dekhta hoon tumko main, har-pal hriday ke paas mein
Tum hi mera prem, Radhe, tum mere vishwas mein
Dekhta hoon tumko main, har-pal hriday ke paas mein
Tum meri bansuri ki dhun mein, tum meri har shwaas mein
Radhe, hey Radhe
Tum hi tum ho mujh mein, hey Radhe
Hey Radhe, hey Radhe
Tum hi tum ho mujh mein, hey Radhe
Main hoon Yamuna ka kinara, tum lahar ho, Radhe
Bhor main, tum bhor ka pehla prahar ho, Radhe
Hey Radhe
Main hoon Yamuna ka kinara, tum lahar ho, Radhe
Bhor main, tum bhor ka pehla prahar ho, Radhe
Bankar soorya main chamkoon gagan pe to kiran tum ho
Mera mann magan jismein rahe, bas wo lagan tum ho
Mujhse zyada tum ho mere hone ke aabhaas mein
Rang saare hain tumhaare mere 12 maas mein
Tum meri bansuri ki dhun mein, tum meri har shwaas mein
Radhe, hey Radhe
Tum hi tum ho mujh mein, hey Radhe
Hey Radhe, hey Radhe
Tum hi tum ho mujh mein, hey Radhe
Prem nagari jaaye jo, wo prem path ho, Kaanha
Prem jiska saarthi hai, tum wo rath ho, Kaanha
Oh Kaanha
Prem nagari jaaye jo, wo prem path ho, Kaanha
Prem jiska saarthi hai, tum wo rath ho, Kaanha
Hazaroon prem ke hain baan in nainon ke tarkash mein
Mujhe yun prem se dekha ke tumne kar liya vash mein
Aatma ko le gaye tum prem ke maha-raas mein
Prem amrit ban ke barse birah ke banwaas mein
Tumko paakar bhi hoon main tumse milan ki aas mein
Kaanha, oh Kaanha
Tum hi tum ho mujh mein, oh Kaanha
Oh Kaanha, oh Kaanha
Tum hi tum ho mujh mein, oh Kaanha
Oh re Kaanha, mujhse door na jaana
Mere Krishna Murari, mere Baanke Bihari
Ek hain jab dono, kaisa bichhadna
Meri Radhe pyaari, meri Shyama pyaari
Toh pe jaayein saari Gopiyan waari-waari
Moko bhaaye mori Radhe pyaari-pyaari
Radhe ke the, Radhe ke hi rahenge ye Krishna Murari
Oh Kaanha, oh Kaanha (Radha-Krishna, Radha-Krishna…)
Tum hi tum ho mujh mein, oh Kaanha (Radha-Krishna, Radha-Krishna…)
Hey Radhe, hey Radhe (Radha-Krishna, Radha-Krishna…)
Tum hi tum ho mujh mein, hey Radhe (Radha-Krishna, Radha-Krishna…)
What Does Tum hi tum lyrics Means?
This soulful bhajan beautifully captures the eternal love between Radha and Krishna, portraying their divine bond through poetic metaphors. The lyrics express deep devotion, likening Radha to faith and Krishna to the guiding force of love. The imagery of Yamuna’s waves, the morning dawn, and the melody of the bansuri creates a serene and mystical aura. The song flows like a heartfelt prayer, where the devotee finds Krishna not just in the universe but within their very soul. With each verse, it weaves an enchanting tale of longing, surrender, and spiritual unity, celebrating the timeless essence of divine love.