Tere bina zindagi se koi lyrics (Kishore Kumar, Lata Mangeshkar )
📌 Song Title | Tere bina zindagi se koi lyrics |
🎞️ Album | Aandhi (1975) |
🎤 Singer | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
✍️ Lyrics | Ashish Pandey, Gulzar, Sahil Sultanpuri |
🎼 Music | R.D. Burman |
Tere bina zindagi se koi lyrics in
Hindi
(Kishore Kumar, Lata Mangeshkar )
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa to nahin, shikwa to nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin

Kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chale
Aur kahin door kahin

Tum gar saath ho, manzilon ki kami to nahin

Jee mein aata hai tere daaman mein
Sar chhupa ke hum rote rahein, rote rahein

Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin

Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin
Raat ko rok lo

Raat ki baat hai aur zindagi baaki to nahin

Tere bina zindagi se shikwa to nahin
Tere bina zindagi se koi lyrics in English (Kishore Kumar, Lata Mangeshkar )

What Does Tere bina zindagi se koi lyrics Means?
“Tere Bina Zindagi Se Koi Shikwa To Nahin” is a timeless classic from the movie Aandhi (1975), sung by the legendary Kishore Kumar and Lata Mangeshkar. With lyrics by Gulzar and music composed by R.D. Burman, the song beautifully captures the complex emotions of love, separation, and acceptance. It portrays a poignant conversation between two souls, reflecting on their shared past and the longing they feel despite being apart. The poetic lines and soulful melody create an intimate, melancholic atmosphere, making it a masterpiece that resonates with listeners even today.