
Silsila (Dhoom Dhaam) lyrics (Arijit Singh, Jonita Gandhi, Khan Saab, Leela )
📌 Song Title | Silsila (Dhoom Dhaam) lyrics |
🎞️ Album | Silsila (Dhoom Dhaam) (2025) |
🎤 Singer | Arijit Singh, Jonita Gandhi, Khan Saab, Leela |
✍️ Lyrics | Siddhant Kaushal |
🎼 Music | Aftab Khan |
Silsila (Dhoom Dhaam) lyrics in
Hindi
(Arijit Singh, Jonita Gandhi, Khan Saab, Leela )
तेरी मेरी
मिली राहें अन्जाने में
तक़दीर ये
क्यों लिखी खुद रब जाने
जो मिला है
लगता है धड़कन में है घुला
अब शायद सांसों में
शुरू होने को है चला
ये सिलसिला
तारों तले बातों का
उजली हुई रातों का
होने को है चला
ये सिलसिला
ताज़ी बनी यादों का
दो ख्वाबों का
सिलसिला
धागों सा उलझा ये फ़साना
आहिस्ता सुलझाना तुम फिलहाल
सिलने को है इक ताना-बाना
होने दो इस दिल को इस्तेमाल
नज़रों के शीशों में
चेहरा जो है खिला
अब शायद रूहों में
शुरू होने को है चला
ये सिलसिला
तारों तले बातों का
उजली हुई रातों का
होने को है चला
ये सिलसिला
आम्बर के जैसा
बे-कारा
बे-रुका
सिलसिला
तेरी मेरी
मिली राहें अन्जाने में
तक़दीर ये
क्यों लिखी खुद रब जाने
जो मिला है
लगता है धड़कन में है घुला
अब शायद सांसों में
शुरू होने को है चला
सिलसिला
Silsila (Dhoom Dhaam) lyrics in English (Arijit Singh, Jonita Gandhi, Khan Saab, Leela )
Teri meri
Mili raahein anjaane mein
Taqdeer yeh
Kyun likhi khud rabb jaane
Jo mila hai
Lagta hai dhadkan mein hai ghula
Ab shaayad saanson mein
Shuru hone ko hai chala
Yeh Silsila
Taaron taley baaton ka
Ujli hui raaton ka
Hone ko hai chala
Yeh silsila
Taazi buni yaadon ka
Do khaabon ka
Silsila
Dhaagon sa uljha yeh fasaana
Aahista suljhaana tum filhaal
Silne ko hai Ik taana-baana
Hone do iss dil ko istemaal
Nazron ke sheeshon mein
Chehra jo hai khila
Ab shaayad roohon mein
Shuru hone ko hai chala
Yeh Silsila
Taaron taley baaton ka
Ujli hui raaton ka
Hone ko hai chala
Yeh silsila
Ambar ke jaisa
Be-karaan
Be-ruka
Silsila
Teri meri
Mili raahein anjaane mein
Taqdeer yeh
Kyun likhi khud rabb jaane
Jo mila hai
Lagta hai dhadkan mein hai ghula
Ab shaayad saanson mein
Shuru hone ko hai chala
Silsila
What Does Silsila (Dhoom Dhaam) lyrics Means?
“Silsila” is a mesmerizing and poetic song that beautifully captures the essence of fate, love, and the deep connection between two souls. The lyrics weave a delicate story of two strangers whose paths cross unexpectedly, creating a bond that feels destined. With imagery of twinkling stars, whispered conversations, and intertwining dreams, the song evokes a sense of warmth and nostalgia. The melody flows like a gentle breeze, making “Silsila” a heartfelt expression of love unfolding like an unbroken thread of destiny.