
Phir mohabbat karne chala lyrics ()
📌 Song Title | Phir mohabbat karne chala lyrics |
🎞️ Album | Unknown |
🎤 Singer | No artists found. |
✍️ Lyrics | Unknown |
🎼 Music | Unknown |
Phir mohabbat karne chala lyrics in Hindi ()
Phir mohabbat karne chala lyrics in English ()
Jab jab tere paas main aaya
Ik sukoon mila
Jise main tha bhoolta aaya wo wajood mila
Jab aaye mausam gham ke tujhe yaad kiya
Ho jab sahme tanhaapan se tujhe yaad kiya
Humm dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahaan ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Aisa kyun kar hua
Jaanu na main, jaanu na
Ho dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahaan ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Jis raah pe hai ghar tera
Aksar wahaan se haan main hoon guzra
Shaayad yahaan dil mein raha
Tu mujhko mil jaaye kya pata
Kya hai ye silsila
Jaanu na main, jaanu na
Ho dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahaan ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Kuch bhi nahi jab darmiyaan
Phir kyun hai dil tere hi khwab bunta
Chaaha ki de tujhko bhula
Par ye bhi mumkin ho na saka aa aa
Kya hai ye maamla
Jaanu na main, jaanu na
Dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahaan ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
What Does Phir mohabbat karne chala lyrics Means?
The meaning of the song "Phir mohabbat karne chala lyrics" is currently unavailable. Stay tuned for updates, and check out more song meanings and lyrics on our website.