
Manwa lage lyrics (Arijit Singh, Jalees Sherwani, Khan Saab, Leela, Md.Rafi, Shreya Ghoshal )
📌 Song Title | Manwa lage lyrics |
🎞️ Album | Happy New Year (2014) |
🎤 Singer | Arijit Singh, Jalees Sherwani, Khan Saab, Leela, Md.Rafi, Shreya Ghoshal |
✍️ Lyrics | Ayushmann Khurrana, Irshad Kamil, Mayur Puri, Rochak Kholi |
🎼 Music | Vishal-Shekhar |
Manwa lage lyrics in
Hindi
(Arijit Singh, Jalees Sherwani, Khan Saab, Leela, Md.Rafi, Shreya Ghoshal )
Manwa lage lyrics in English (Arijit Singh, Jalees Sherwani, Khan Saab, Leela, Md.Rafi, Shreya Ghoshal )
Manwa Laage, Oh, Manwa Laage
Laage Re Saavre, Laage Re Saavre
Le Tera Hua Jiya Ka, Jiya Ka
Jiya Ka Ye Gaon Re
Manwa Laage, Oh, Manwa Laage
Laage Re Saavre, Laage Re Saavre
Le Khela Maine Jiya Ka, Jiya Ka
Jiya Ka Hai Daav Re
Musafir Hoon Main Door Ka, Deewana Hoon Main Dhoop Ka
Mujhe Na Bhaaye, Na Bhaaye, Na Bhaaye Chhaon Re
Manwa Laage, Oh, Manwa Laage
Laage Re Saavre, Laage Re Saavre
Le Tera Hua Jiya Ka, Jiya Ka
Jiya Ka Ye Gaon Re
Aisi-Vaisi Boli Tere Nainon Ne Boli
Jaane Kyun Main Main Doli, Aisa Laage Teri Holi Main, Tu Mera
Mmm, Tune Baatein Kholi, Kachche Dhaagon Mein Piro Li
Baaton Ki Rangoli Se Na Khelu Aise Holi, Main Na Tera
Oh, Kisi Ka Toh Hoga Hi Tu
Kyun Na Tujhe Main Hi Jeetu?
Khule Khwabon Mein Jeete Hain, Jeete Hain Baavre
Man Ke Dhaage, Oh, Man Ke Dhaage
Dhaage Pe Saavre, Dhaage Pe Saavre
Hai Likha Maine Tera Hi, Tera Hi
Tera Hi Toh Naam Re
Ras Bundiya Nayan, Piya Raas Rache
Dil Dhad-Dhad Dhadke, Shor Mache
Yoon Dekh Sek Sa Lag Jaye
Main Jal Jaoon, Bas Pyaar Bache
Aise Dore Daale, Kaala Jaadu Naina Kaale
Tere Main Hawale Hua, Seene Se Laga Le, Aa, Main Tera
Oh, Dono Dheeme-Dheeme Jalein, Aaja Dono Aise Milein
Zameen Pe Laage Na Tere, Na Mere Paanv Re
Manwa Laage, Manwa Laage
Laage Re Saavre, Laage Re Saavre
Le Tera Hua Jiya Ka, Jiya Ka
Jiya Ka Ye Gaon Re
Rahu Main Tere Nainon Ki, Nainon Ki, Nainon Ki Chhaon Re
Le Tera Hua Jiya Ka, Jiya Ka, Jiya Ka Ye Gaon Re
Rahu Main Tere Nainon Ki, Nainon Ki, Nainon Ki Chhaon Re
What Does Manwa lage lyrics Means?
This song is a poetic expression of deep love, longing, and surrender. It describes the heart’s irresistible attraction to a beloved, comparing the connection to magical, dreamlike feelings. The singer conveys playful innocence, intense passion, and a sense of devotion, where their entire being feels intertwined with their love. Filled with metaphors of unity and spiritual connection, the song celebrates the overwhelming beauty of falling in love and the magical bond it creates.