
batao yaad hai tumko lyrics (Rahat Fateh Ali Khan )
📌 Song Title | batao yaad hai tumko lyrics |
🎞️ Album | Back 2 Love (2014) |
🎤 Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
✍️ Lyrics | Khalil-Ur-Rehman Qamar |
🎼 Music | Sahir Ali Bagga |
batao yaad hai tumko lyrics in
Hindi
(Rahat Fateh Ali Khan )
लफ्ज़ कितने ही तेरे पैरों से लिपटे होंगे
तूने जब आख़िरी खत मेरा जलाया होगा
तूने जब फूल किताबों से निकाले होंगे
देने वाला भी तुझे याद तो आया होगातेरी आँखों के दरिया का
उतरना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी
बिछड़ना भी ज़रूरी था
ज़रूरी था की हम दोनों
तवाफ़े आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का
बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का
उतरना भी ज़रूरी था
बताओ याद है तुमको
वो जब दिल को चुराया था
चुराई चीज़ को तुमने
ख़ुदा का घर बनाया था
वो जब कहते थे
मेरा नाम तुम तस्बीह में पढ़ते हो
मोहब्बत की नमाज़ों को
कज़ा करने से डरते हो
मगर अब याद आता है
वो बातें थी महज़ बातें
कहीं बातों ही बातों में
मुकरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का
उतरना भी ज़रूरी था
वही हैं सूरतें अपनी
वही मैं हूँ, वही तुम हो
मगर खोया हुआ हूँ मैं
मगर तुम भी कहीं गुम हो
मोहब्बत में दग़ा की थी
सो काफ़िर थे सो काफ़िर हैं
मिली हैं मंज़िलें फिर भी
मुसाफिर थे मुसाफिर हैं
तेरे दिल के निकाले हम
कहाँ भटके कहाँ पहुंचे
मगर भटके तो याद आया
भटकना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी
बिछड़ना भी ज़रूरी था
ज़रूरी था की हम दोनों
तवाफ़े आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का
बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का
उतरना भी ज़रूरी था
batao yaad hai tumko lyrics in English (Rahat Fateh Ali Khan )
Tune jab aakhiri khat mera jalaya hoga
Tune jab phool, kitabon se nikaale honge
Dene waala bhi tujhe yaad to aaya hogaTeri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zuroori tha ki
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu’on ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori thaBataao yaad hai tumko
Wo jab dil ko churaya tha?
Churaai cheez ko tumne
Khuda ka ghar banaya tha
Wo jab kehte the
Mera naam tum tasbih mein padhte ho
Mohabbat ki Namaazo ko
Qara karne se darte ho
Magar ab yaad aata hai
Wo baatein thi, mehaz baatein
Kahin baaton hi baaton mein
Mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha
Wahi hai sooratein apni
Wahi main hoon, wahi tum ho
Magar khoya hua hoon main
Magar tum bhi kahin gum ho
Mohabbat mein dagha ki thi
So kaafir the so kaafir hain
Mili hain manzilein phir bhi
Musaafir the, musaafir hain
Tere dil ke nikaale hum
Kahaan bhatke, kahaan pahunche
Magar bhatke to yaad aaya
Bhatakna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki, hum dono
Tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu’on ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha
What Does batao yaad hai tumko lyrics Means?
The meaning of the song "batao yaad hai tumko lyrics" is currently unavailable. Stay tuned for updates, and check out more song meanings and lyrics on our website.