
Armaan malik main rahoon ya na rahoon lyrics ()
📌 Song Title | Armaan malik main rahoon ya na rahoon lyrics |
🎞️ Album | Unknown |
🎤 Singer | No artists found. |
✍️ Lyrics | Unknown |
🎼 Music | Unknown |
Armaan malik main rahoon ya na rahoon lyrics in Hindi ()
Armaan malik main rahoon ya na rahoon lyrics in English ()
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Kisi roz barish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kiranon mein main hoon
Kisi roz barish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kiranon mein main hoon
Kuch kahoon ya na kahoon
Tum mujhko sada sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Hawaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhoo ke
Agar mann ho to rok lena
Thaher jaaunga in labon pe
Hawaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhoo ke
Agar mann ho to rok lena
Thaher jaaunga in labon pe
Main dikhoon ya na dikhoon
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
What Does Armaan malik main rahoon ya na rahoon lyrics Means?
The meaning of the song "Armaan malik main rahoon ya na rahoon lyrics" is currently unavailable. Stay tuned for updates, and check out more song meanings and lyrics on our website.