
Aa tujhe in bahon mein bhar ke lyrics ()
📌 Song Title | Aa tujhe in bahon mein bhar ke lyrics |
🎞️ Album | Unknown |
🎤 Singer | No artists found. |
✍️ Lyrics | Unknown |
🎼 Music | Unknown |
Aa tujhe in bahon mein bhar ke lyrics in Hindi ()
Aa tujhe in bahon mein bhar ke lyrics in English ()
Tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun
Jaau main abb jab jis jagah paau main tujhko uss jagah
Saath hoke na ho tu hai rubaru rubaru
Tu hamsafar tu hamkadam tu hamgawah mera
Tu hamsafar tu hamkadam tu hamnawa mera
Aa tujhe inn baahon mein bhar ke aur bhi kar loon main
kareeb
Tu juda ho toh lage hai aata jaata har pal ajeeb
Iss jahaan mein hai aur na hoga mujhsa koi bhi khushnaseeb
Tune mujhko dil diya hai main hoon tere sabse kareeb
Main hi toh tere dil mein hoon, main hi toh saanson mein basu
Tere dil ki dhadkano mein main hi hoon, main hi hoon
Tu hamsafar tu hamkadam tu hamgawah mera
Tu hamsafar tu hamkadam tu hamnawa mera
Kab bhala abb yeh waqt guzre kuchh pata chalta hi nahi
Jabse mujhko tu mila hai hosh kuchh bhi apna nahi
Uff yeh teri palakein ghani si, chhanv inki hai dilnashi
Abb kise darr dhup ka hai kyun ki hai yeh mujhpe bichhi
Tere bina na saans loon tere bina na main jiu
Tere bina na ek pal bhi reh saku, reh saku
Tu hi haqeeqat khaab tu, dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun
Tu hamsafar tu hamkadam tu hamgawah mera
Tu hamsafar tu hamkadam tu hamnawa mera
Tu hamsafar tu hamkadam tu hamgawah mera
Tu hamsafar tu hamkadam tu hamnawa mera
What Does Aa tujhe in bahon mein bhar ke lyrics Means?
The meaning of the song "Aa tujhe in bahon mein bhar ke lyrics" is currently unavailable. Stay tuned for updates, and check out more song meanings and lyrics on our website.