
Iktara song lyrics ()
📌 Song Title | Iktara song lyrics |
🎞️ Album | Unknown |
🎤 Singer | No artists found. |
✍️ Lyrics | Unknown |
🎼 Music | Unknown |
Iktara song lyrics in Hindi ()
Iktara song lyrics in English ()
Ore manwa tu to bawra hai
Tu hi jaane tu kya sochta hai
Tu hi jaane tu kya sochta hai bawre
Kyun dikhaye sapne tu sote jaagte
Jo barse sapne boond boond
Naino ko moond moond
Naino ko moond moond
Jo barse sapne boond boond
Naino ko moond moond
Kaise main chalun
Dekh na sakun
Anjaane raaste
Goonja sa hai koi iktara iktara
Goonja sa hai koi iktara
Goonja sa hai koi iktara iktara
Goonja sa hai koi iktara
Dheeme bole koi iktara iktara
Dheeme bole koi iktara
Goonja sa hai koi iktara iktara
Goonja sa hai koi iktara
Sun rahi hoon sudhbudh kho ke koi main kahani
Poori kahani hai kya
Kise hai pata
Main to kisi ki ho ke
Ye bhi na jaani
Rut hai ye do pal ki ya rahegi sada
Kise hai pata
Kise hai pata, kise hai pata
Jo barse sapne boond boond
Naino ko moond moond
Naino ko moond moond
Jo barse sapne boond boond
Naino ko moond moond
Kaise main chalun
Dekh na sakun
Anjaane raaste
Goonja sa hai koi iktara iktara
Goonja sa hai koi iktara
Goonja sa hai koi iktara iktara
Goonja sa hai koi iktara iktara
Dheeme bole koi iktara iktara
Dheeme bole koi iktara
Goonja sa hai koi iktara iktara
Goonja sa hai koi iktara
Aa aa aa aa aa aa aa (hun)
Aa aa aa aa aa aa aa (hun)
What Does Iktara song lyrics Means?
The meaning of the song "Iktara song lyrics" is currently unavailable. Stay tuned for updates, and check out more song meanings and lyrics on our website.