
Abhi mujh mein kahin lyrics ()
📌 Song Title | Abhi mujh mein kahin lyrics |
🎞️ Album | Unknown |
🎤 Singer | No artists found. |
✍️ Lyrics | Unknown |
🎼 Music | Unknown |
Abhi mujh mein kahin lyrics in Hindi ()
Abhi mujh mein kahin lyrics in English ()
Abhi mujh mein kahin
Baaki thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nai
Jaana zinda hoon main toh abhi
Kuch aisi lagan is lamhe mein hai
Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne, ise chhoo loon zara
Mar jaaun ya jee loon zara
Khushiyan choom loon ya ro loon zara
Mar jaaun ya jee loon zara
Ho, abhi mujh mein kahin
Baaki thodi si hai zindagi
Ho, dhoop mein jalte hue tan ko
Chaaya pedh ki mil gayi
Roote bachhe ki hasi jaise
Fuslaane se phir khil gayi
Kuch aisa hi
Ab mehsoos dil ko ho raha hai
Barson ke puraane
Zakhm pe marham laga sa hai
Kuch aisa raham is lamhe mein hai
Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne, ise chhoo loon zara
Mar jaaun ya jee loon zara
Khushiyan choom loon ya ro loon zara
Mar jaaun ya jee loon zara
Dor se tooti patang jaisi
Thi yeh zindagani meri
Aaj ho, kal ho mera na ho
Har din thi kahani meri
Ek bandhan naya
Peeche se ab mujhko bulaaye
Aane wale kal ki
Kyoon fikar mujhko sataaye?
Ek aisi chubhan is lamhe mein hai
Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne, ise chhoo loon zara
Mar jaaun ya jee loon zara
Khushiyan choom loon ya ro loon zara
Mar jaaun ya jee loon zara
What Does Abhi mujh mein kahin lyrics Means?
The meaning of the song "Abhi mujh mein kahin lyrics" is currently unavailable. Stay tuned for updates, and check out more song meanings and lyrics on our website.